Saturday, July 27, 2024
Google search engine
HomeLatestChanakya Nitti: Purusho ki in 4 bato par fida ho jati hain...

Chanakya Nitti: Purusho ki in 4 bato par fida ho jati hain mahilaye har jati hai apna dil

Google search engine

Chanakya nitti for women: Aacharya Chanakya ne apni nittiyo mein btaya hain ki aakhir mahilaye kis tarah ke purusho par fida ho jati hain. Mahilaye apne jivansathi me bhi in 4 quality chahte hain. Jo aacharya chanakya nei apni nitti mein btayi hain. Aayiye jante hain purusho ki kin baato par mahilaye unki diwani ban jati hain.

Aacharya Chanakya ne apni nitiyo mein jivan se judhe har ek pahlu par khulkar apne vichar prakat kiye hain. Chanakya ki bate aaj bhi manushay ko kai samsyao se bachati hain. Chanakya ne apni nitiyo mein sirf vyapar se judhi sikh hi nahi di hai balki jivan se judhi bhi kai badhi sikh di hain. Jo palan karne se vyakti apne jivan ko sawar sakte hain. Aacharya Chanakya ne purusho ke kuch aisi gunho ka bhi varnan kiya hain. Jinke hone se mahilaye unki taraf jyada aakarshit hoti hain. To aayiye jante hain aacharya chanakya ke anusar mahilaye kaise purusho ko pasand karti hain.

Chanakya nitti for women: Emandar charitr ka purush

Chanakya nitti ke anusar jo purush emandar hota hain or apni patni ya premika se koi baat nhi chupata or bahut hi shant saral swabhav ka ho to aise purusho ko mahilaye jyada pasand karti hain. Sath hi aise purusho ka sath apna rista bnaye rakhne ki puri kosis karti hain.

Jo purush mahilao ki bato ko shanti se sune

Mahilaye chahti hain ki unka jivansathi unki bato ko ache se sune or unhe tvajjo bhi de. Mahilao ko acha lgta hain. Jab unka jivansathi unki chhoti chhoti bato ko badhe dhyan se sunta hain. Aise logo ko mahilaye aasani se apna dil de betthi hain.

Chanakya nitti for women: Jiska man saf or dhani vyakti ho

Aacharya chanakya ke anusar mahilaye jab bhi apna jivansathi junte hain. To wah uski surat se jyada uski sirt par dhyan deti hain. Wah purusho ke man se aakrshit hoti hain. Sath hi jo purush mehnti hote hain. Un purushopar bhi mahilaye aasani se apna dil har bethti hain.

Jin purusho ka shant swabhav ho

Mahlao ko aise purush bhi bahut aakrshit karte hain jinka swabhav kafi saral ho. Shant or suljhe hua vyaktiyo ko mahilaye jaldi apna dil har bethti hain. Aacharya chanakya kahte hain. Ki jo purush shant swabhav ka ho or jiski boli somye ho aise purusho par mahilaye jald fida ho jati hain.

Google search engine
RELATED ARTICLES

2 COMMENTS

  1. […] American Airlines flight ki ek flight mein ek yatri ne aisi khatranak harkat ki yatriyo samet Crew Members ke bhi pasine chhut gaye. Darsal yatri ne udate jahaj mein flight ka darvaja kholane ka prayas kiya. Jisake bad yatriyo ne hi usake haath-pair bandh diye. Taki vo daubara aisi harakat na kar sake. Mamla New Mexico ke Albuquerque se Chicago ja rahi ‘American Airlines’ ki flight ka hai. Pura mamla kuchh yoon hai. […]

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

- Advertisment -
Google search engine

Most Popular

Recent Comments