Friday, November 8, 2024
Google search engine
HomeLifestyleHealth & FitnessJanbujhkar Corona ki 217 veccine lgwane wala kon hain ye vyakti, Parinham...

Janbujhkar Corona ki 217 veccine lgwane wala kon hain ye vyakti, Parinham dekh veghanik bhi rah gye dang

Google search engine

Covid 19: Covid 19 ka naam sunte hi sabhi ki ruh kanp jati hain. Or kanpe bhi kyu na duniya mein rojana n jane kitne log grast mein aa rahe the. Duniya mein jab Corona viral felna suru hua tha to logo ko umeed hi nhi thi ki iski koi veccine bhi ban sakti hain. Veghaniko ki sujh bujh se Covid veccine ka nirman kar liya. Jisse lakh Corodo logo ki jaan bacha li. Vaise to Covid ke liye do hi veccine ko doj lgayi gyi hain. Lekin ab aisa mamla charcha mein hain. Jisne veghyaniko ke hosh uda diye hain.

Germany ke rahne wale vyakti ne us waqt veghyaniko ko bhi hairan kar diya. Jab unhe pta chla ki usne 10-15 baar nhi balki 217 baar Corona kei veccine lagwaye hain or use koi side-effect bhi nhi hua. Is vyakti ko chalta firta prayog na diya gya hain, Kyunki aisa karne ki himmat shayad hi kisi or mein ho.

Covid 19: Ek team ne 62 saal ke vyakti ka adhayyan kiya

German veghyaniko ki ek team ne 62 saal ke vyakti ka adhayyan kiya hain. Jisne janbujhkar 29 month mein 217 Covid-19 ko doz li. Esme hairani ki baat to ye hain ki vegyanik nei paya ki itne doz ke bavjud use veccine se sambandit koi bhi side-effect nhi hua. Wah bilkul surkshit hain. Is vyakti ko chalta firta prayog kaha ja raha hain. Germani kei magdeburg ke rahne wale is vyakti ke bare mein jab veghyaniko ko ek newspaper ke jariye pta chla to unhone usse sampark kiya.

Nahi hua koi Side Efect

Oditi central namk website ki report ke mutabik, veghyaniko ki is team ne haal hi mein. Lancet namk Gernal mein kai dilchasp nishakrsh parkasit kiye hain. Dr. Killian Schober nei kaha, is asadharn Hypervaccination ke bavjhud sakhs par iska koi dushprabhav nhi hua, yah darshata hain ki medicine mein sehnshilta ka acha satr hain. Unka khana hain ki shodh se ye bhi pta chalta hain ki tiko ke skaratmak prabhav khurak ki sankhya se prabhavit nhi hoti hain.

2 Saal pahle chacha mein aaya tha ye

Yah vyakti pahli baar saal 2022 mein tab surkhiyo mein aaya tha. Jab yah pta chla ki use kam se kam 90 baar Covid19 ka tika lgaya gya tha. Halanki tab veccine lgane wale adhikariyo par shak gya tha. Ki unhine galti se kisi ek shakhs ko itne sare veccine ke doz lga diye. Lekin baad mein shakhs ne khulasa kiya tha. Ki usne janbhujkar khud hi veccine ke itne sare doz lagwaye hain.

Google search engine
RELATED ARTICLES

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

- Advertisment -
Google search engine

Most Popular

Recent Comments