Kya aap bhi jana chahte hai Lakshadweep?
Lakshadweep: Jaisa ki aap sabhi jante hai ki charo tarf ek hi naam gunj raha hai, Lakshadweep. Aiye hum aapko usse rubru krate hai. Lakshadweep, Keral ke Kochchi se karib 400 kilomeetar dur hai. Jahan 36 chhote-chhote dweepon ka samooh hai. Yah Muslim Bahul raajy hai. Saal 2011 ki janganna ke anusar, iski kul aabadi karib 64 hajaar 473 hai. Jisme purusho ki sankhya 33,123 aur mahilao ki sankhya 31,350 hai. Is mein 12 Etol, 3 Reef, 5 jalmagan bank aur 10 base huye dweep hai.
Lakshadweep kaise jaa sakte hai
Agar aap swarg dund rahe hai to vo hai Bhaarat ke Arabsagar mein sathit mein hai. Or kahin nhi. Jaisa ki aap sbhi jante hai ki haal hi mein PM Modi Lakshadweep ki yaatra ki aur vahaan par rahne vale logon se bhi mulaakaat ki. Akshay Kumar aur Salmaan khan Modi ko ka hoshle ko badawa de rahe hai. Aur tarif bhi kar rahe hai. Uske baad se hi logon mein Lakshadweep ko lekar baaten karne lge aur vichar karne lge ki kaise jaa skte hai aur kitna kharcha aayega.
Lakshadweep jaane ke kinte tarike hai
Vaha jaane ke 2 trike hai. Jisme se ek hai Train ke duara aur dusra hai hawai maarg ke duara. Agar aap Uttar Pradesh mein rahate hain to hum aapako bataate hain ki vaha se koi bhi sadhan nhi hai jane ka.
Pahla Maarg: Sabse pahle aapko Delhi jana hoga. Delhi se kai train hai. Delhi se aapko Ernakulam ke liye train leni hogi. Keral ke South station pahuchna hoga. Delhi se jo train hai vo is trah hai train… Himsagar Express, Nijamuddin se Manglaa Lakshadweep Express, TVC Rajdhani, Keral Express, Mileniyam Express shamil hai.
Dusra Maarg: Aap sidhe bhi Delhi se uddan bhar sakte hai vaha ke liye. Delhi se Kochchi ke Agatti hawai adde ki tikat le. Pahle aap Kochchi ke Agatti airport pahuchege. Fir aap Agatti airport se Lakshadweep ke liye rukh kar skte hai. Ab airline companian Delhi se Lakshadweep ke liye sidhe flyte pradaan kar rahi hai. lekin ye flyte 2-3 din mein ruk ruk kar pahuchayegi.
Kitna hoga train ka kiraya
TVC Rajdhani mein yatra karne mein lagbhag 37 ghante ka smay lagega. 3Ac ke liye kiraya 4850rs. hai, 2Ac ke liye kiraya 6665rs. hai, aur 1Ac ke liye kiraya 8885rs. hai.
Mangalaa Lakshadweep Express mein yatra karne mein lagbhag 50ghante ka smay lagega. Sleepar ke liye kiraya 985rs. hai, 3Ac ke liye kiraya 2530rs. hai, aur 2Ac ke liye kiraya 3705rs. hai.
Himsagar Express mein yatra karne ke liye lagbhag 49ghante 50mints ka smay lagega. Sleepar ke liye kiraya 910rs. hai, 3Ac ke liye kiraya 2375rs. hai, aur 2Ac ke liye kiraya 3490rs. hai.
Kitna Hoga flyte ka kiraya aur kitna smay lagega
Air India express plus Alliance Air ki flyte Delhi se Agatti tak 14 ghante 45 mints ki hogi. Ismein Surat, Banglore aur Kochchi mein rukavaten hogi. Is yatra ke liye kiraya 11,238rs. hoga.
Please read the Reviews on Lakshadweepvoyage
[…] of Youth Affairs and Sports: युवा कार्यक्रम एवं खेल मंत्रालय, भारत सरकार के स्वायतशासी संगठन नेहरू […]
[…] ke saath bahut anyaay hua. Pahli baar Hindustan ke kisi rajy mein mahinon se hinsa chal rahi hai. PM Modi aur BJP ke log yaha aaye tak nahi. PM ne Nagaland se kiya apna vaada pura nahi kiya hai. Rahul ne […]